bevafaa tere ruuTh jaane seBevafaa tere ruuth jaane sAankh miltii nahiin zamaane sAarizaa ho gayaa hai rone kaChand ghariyon ke muskuraane sKitne tuufaan uthenge saahil paEk kashtii ke duub jaane sDhuund aayaa tujhe zamaane meTum kahaan gum ho ek zamaane sAb to duniyaa se jaa rahaa huun maiLaut aao isii bahaane sKis qadar barh gayii hai lazzat-e-ghaShiddat-e-gham men muskuraane se
Tum Kya Jaano Judai Ka GumTum kya jaano judai ka gumHumse pucho jiska chuta hai beech raste mein hum dumTumne toh keh diya tera dil tuta haiHumse pucho hamara saath kiss se chuta haiTum kya jano woh kya thay hamareUnke liye thay hum apna sab kuch haareTum kya jaano ab hum par kya beet ti haiJab bhi unki yaad aati hai kambakht ye aankh bheegti hai
Kuchh Aise Zakhm Bhi Ham Dil Pe Khaaye BaitheKuchh aise zakhm bhi ham dil pe khaaye baithHaiJo chaarasaazon kii zid se chhupaaye baithe haiNa jaane kaun saa aansoo kisii se kyaa kah dHam is khayaal se nazrein jhukaaye baithe haiNa khauf-e-baad-e-mukhaalif, na intezaar-eSahaHam apne ghar ke diye khud bujhaaye baithHaiHamaaraa zauq khudaa, vaqt kaa mizaaj jadaHam ek goshe mein khud ko chhupaaye baithHai
Bhulaakar Hume Who Khush Reh PaayengeBhulaakar hume who khush reh paayengSaath me nahin toh mere jaane ke baaMuskuraayengDuva hai khuda se ke unhe kabhi zakhm na dHum toh she gaye, par who toot jaayeng
Har Yaad Ko Youn Zakham Banatay Nahin Dil KaHar yaad ko youn zakham banatay nahin dil kaHar teer ko paivest rug-e-jaan nahin kertayYeh masla ab ahal-e-mohabbat ka hai apnaMertay hain to kuch aap pay ahsaan nahiKertayKhat layain na layain tera hum naama bron koBus daikhtay rehtay hain paraishan nahin kartayAisay bhi tou rakhtay nahin khanjar pay gulo koItna bhi to qatil ko pashaiman nahin kartay
Kabhi Raste Mein Mil JaaoKabhi raste mein mil jaao, to katrake guzar janaHumein iss tarah takna, jaise pehchana nahin tumneHumara zikra jab aaye, to yunh anjaan ban janaJaise naam sunker bhi humein pehchana nahin tumne